Thursday, June 17, 2010

SweeT Ghazal (07)

Osey mein bhool jaon ga magar wada nhe karta
Hamesha muskraon ga magar wada nhi karta
Oska zikar mehfilmein ho to khamosh rehna hæ
Mein khud ko azmaonga magar wada nhi krta
Sitaaron nend k maaro chalo khwabon ki dunya mein
Mein b so he jaon ga magar wada nhi karta
'Mohsin' chalo tum se ye wada hæ k dil mein dard hain jitne
Kisi ko na sunaon ga magar wada nhi karta.....,

No comments:

Post a Comment